Friday, December 23, 2011

my prithvi 
 चाहतों का है यही दस्तूर की
हुस्न ही ने इश्क़ की ली जान है

अपने अपने हिस्से का काटो बदन
ज़िंदगी का खुल रहा लो थान है

' फ़िक्र' उससे हो जुदा मुमकिन नही
उसमे मेरी, मेरी उसमे जान है




Thursday, December 22, 2011

kash ap mere sath hote




zindagi mein jab bhi aage jaoge hamesha ek saya piche paoge piche dekhoge to koi nahi hoga mehsoos karoge to hamein paoge
 Chaandni raato mein jab sara jaha sota hai, lekin kisi ki yaado mein koi badnaseeb rota hai, khuda kisi ko mohabbat per fida na kare, aur agar kare toh kisi se juda na kare

                         maine kisi aise ko chaha hai ki vo mujhe mil hi nhi sakta ---------------------(PRITHVI)

Wednesday, December 21, 2011

shochti hu

zaraa palat kar to dekh lete, hum wahi khade the, pal do pal to aap muskura lete, to un palo mein hum apni sari zindagi jee lete
Aap ki badd-dua bhi dua bann k lagi, aapke har gham ne bhi sukoon diya, hum zinda hai toh yeh jaankar k pyarse na sahi par, aapne hume yaad toh kiya…

shochti hu

Sochti hoon kuchh likhoon, par kalam haath aati nahin. Kahne ke liye munh jubaani, kuchh baaten rahti nahin. Taktaki lagaaye baithi hoon, aankhen thaki si rahati hain. Karbat badal-badal ke soti, Neend bhi aati nahin. Aahen thandi sard paseena, Dil gudguda sa utha. Bin bimaari ke bimaar sa Jaan bhi jaati nahin. Kitni beeti, kitni baaki, Yahi hisaab lagaati hoon. Pyaar se jina seekho dosto, Berukhi zindagi bhaati nahi