mai kratika .... mira or radha ki jaisi kanha ki bhakti to nhi kri lekin mai apne bhavo or kanha ke prati apne pyar ko is blog ke dwara vyakt krti hu ...... jahan tak ap sab ko accha lge
Itne kareeb na aao k apna bana lu tumko,
Hr gum ki tarah dil me chupa lu tumko,
Bevajah jee raha hu zindagi main ab tk,
kahin jeene ki vajah na bna lu tumko..